Vehari mein police ne Fahashi ke adde par chapa maara, jahan se 2 mard aur 4 khawateen ko giraftar kar liya gaya. Mulziman ke khilaaf muqadma darj kar ke qanooni karwai ka aaghaz kar diya gaya hai. DPO Muhammad Afzal ka kehna hai ke aise adde jurm ka markaz hote hain aur fahashi mein mulawis log kisi riayat ke mustahiq nahi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *