Ali Khan ne Pakistani dramas mein script ke mayaar ke bajaye commercial appeal ko tarjeeh dene par sakht tanqeed ki hai. Unka kehna hai ke aksar dramas ek jaisi kahaniyon par ban rahe hain aur marketing ke dabao mein nayi aur meaningful stories ko nazarandaz kiya ja raha hai, jo industry ki growth ko limit karta hai.