Deepika Padukone aur Ranveer Singh New York mein ek wedding attend karte hue selfies lete nazar aaye. Social media par unki pictures viral ho rahi hain jahan fans ne couple ko “adorable” aur “lovely” kaha. Wedding ke liye Deepika ne red-golden outfit pehna jabke Ranveer blue suit mein kaafi stylish lag rahe thay.