Kareena Kapoor ne 2025 ko apne aur family ke liye mushkil saal qarar diya, Saif Ali Khan par huay hamlay ka hawala dete hue. Actress ne Instagram par note share kar ke un tamam logon ka shukriya ada kiya jo unke saath kharay rahe. Kareena ne kaha ke woh 2026 mein shukar aur positivity ke saath enter kar rahe hain.