2025 mein Pakistani dramas ki kai on-screen joriyan audience ko impress na kar sakin. Weak chemistry, forced romance, age gap aur kharab script ki wajah se Sheheryar, Ushna, Wahaj, Maya, Faisal, Hina, Feroze, Dur-e-Fishan aur Mawra, Zaviyar jaisi joriyan sakht tanqeed ki zad mein rahin aur expectations par poori na utar sakin.