Mashhoor YouTuber Ahsan Ali ne late wife Pyari Maryam ka last house tour vlog share kar diya. Vlog mein unhon ne Maryam ki yaadein, ghar ki decoration aur unki aadatein batain. Ahsan ne yeh bhi announce kiya ke wo yeh ghar chhor kar gaon shift ho rahe hain kyun ke yahan rehna mushkil ho gaya hai.