ARY Digital ke drama Meri Zindagi Hai Tu ne sirf 14 episodes mein YouTube par 200 million views ka milestone hasil kar liya. Hania Aamir aur Bilal Abbas Khan ke lead roles wala yeh drama tezi se sab se zyada dekhe janay walay Pakistani dramas mein shamil ho gaya hai. Episode 14 ne kuch hi dinon mein million views hasil kiye.