Bollywood ki famous singers Neha Kakkar aur Tony Kakkar ka naya gaana Candy Shop release hotay hi social media par shadeed tanqeed ka shikar ho gaya. Users ne lyrics, video aur dance ko ghair-mayari aur ghair-ikhlaqi kaha. Gaane ko K-pop ki naakaam naqal bhi qarar diya ja raha hai.