Lucky Marwat ke ilaqe Daulat Khel mein barish ke paani mein nahate hue 4 bachay doob kar jaan bahaq ho gaye. Rescue idaray ke mutabiq bachon ki umrein 9 se 12 saal ke darmiyan thi, jabke jaa’n bahaq hone walon mein sagay bhai bhi shamil hain. Laashen nikaal kar hospital muntakil kar di gayi hain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *