Rabeeca Khan ki barat ki raat ek afsosnaak waqia samne aaya jab venue ki parking mein aik gaari achanak aag pakarne se jal kar khak ho gayi۔ Shadi ke lamhe film karne walay mehmaan is manzar se heran reh gaye۔ Video viral hote hi social media par trolling aur zyada tezi se barh gayi.