Pakistani actor aur model Hassan Ahmed ne apni zindagi ke khaufnaak waqia ka zikr kiya. Unka kehna hai ke woh shoot se raat ko wapas aa rahe the jab 5-6 logon ne unhe zabaradasti gaadi mein bitha kar 35 din ke liye bandi banaya. Ghar wapas aane par unhone sab ke paon pakar ke maafi maangi.