82 saal ki Indian kisaan khatoon Mahinder Kaur ne Kangana Ranaut ko maaf na karne ka faisla kar liya! Yeh case 2021 ke us waqia se juda hai jab Kangana ne unke khilaaf allegedly eik tauheen amaiz post share ki thi. Ab jab court ne Kangana ki zamaanat manzoor ki, khatoon ne kaha “Main unhein kabhi maaf nahi karungi.”