Mashhoor YouTuber Rajab Butt ne apni walda ki salgirah par paisay warne ke baray mein di gayi tanqeed ka sakht jawab diya hai. Unhon ne kaha ke paanch hazar kya, agar das hazar ya pachaas hazar ke noton ki bhi copy hoti toh woh qasam se woh bhi apni maa se waar kar phenk detay.