Pakistan ki famous and talented TikToker Alishbah Anjum ne apni shadi nihayat sada tareeqay se karne ki khwahish ka izhaar kiya hai, unka kehna hai ke wo shadi par sirf 20 se 30 lakh rupay kharch karein gi taake is saari taqreeb ko aaram deh aur ba maani banaya ja sakay.