Pakistan ke Maroof YouTuber Rajab Butt aur adakara Saba Faisal ne drama serial ‘Rani’ ke taqriban 9 se 10 saal baad aik baar phir aik sath kaam kiya hai. Faisal Bukhari ki film ki shooting ke doran Saba Faisal ne Rajab Butt ki adakari ki behad tareef ki aur unhein 10/10 marks diye.